About Us

Search This Website

रविवार, 20 नवंबर 2016

OM SE KARE SHARIRIK SMASYA KA UPAY



                         
                         
‘OM’ ke 11 bodily Labh:

 

OM : ओउम् teen words se bana hai.
                   *अ उ म् ।*


 *"अ"* ka meaning hai Generate  hona,  
  *"उ"*  ka meaning hai UTHNA,UDANA artath VIKAS ,
  *"म"* ka matlab hai MAUN ho jana arthat BRAHAMLEEN ho jana.

 *OM*   sampurna brahmand ki uttapati aur puri srishti ka dayotak hai.
 * OM*  ka uchharan sharirik labh pradan karta hai. 
 * OM*  kese hai swastyavardhak aur apnayae arogya ke liye ‘OM ‘ ke                    
            uchharan ke marg…

01. * OM *  aur Thyroid: 

*OM* ka uchharan karne se gale me kampan peda hoti hai jo Thyroid granthi par sakaratmak prabhav dalta hai.

02. *OM*  aur Dhabrahat:
Agar apko Dhabrahat ya adhirta hoti hai to OM ke uchharan se uttam kuchh bhi nahi.

03. *OM*  aur Tanav:
Yeah body ke vishele tattvo ko dur karta hai,artath tanav ke karan peda hone wale dravyo par control karta hai.

04. *OM*  aur khun ka pravah:
Ye heart aur blood ko santulit rakhta hai.

05. *OM*  aur pachan:
OM ke uchharan se pachan shakti tez hoti hai.

06. *OM*  laye Taazgi:
OM se body me yuvavasta wali taazgi ka sanchar hota hai.

07. *OM*  aur Thakaan:
Thakan se bachane ke liye esse uttam upay kuchh aur nahi.

08. *OM* aur Nind:
Nind na aane ki samsya esse kuchh hi samayme dur ho jati hai. Rat ko sote samay nind aane tak man me esko karne se achhi si nind aayegi.

09. *OM*  aur Fefde:
Kuchh vishesh pranayam ke sath ese karne se Fefdo me majbuti aati hai.

10. *OM*  aur ridh ki haddi:
OM ke pehle word ka uchharan karne se kampan peda hoti hai.En kampan se ridh ki haddi prabhavit hoti hai aur eski xamata badh jati hai.

11. *OM*dur kare Tanav:
OM ka uchharan karne se pura body tanav-rahit ho jata jata hai.

Asha hai aap esko logo tak jarur pahuchayenge jinse aap pyar karte hai aur jinki aap fikar karte hai.

   ।।  Pehla Sukh Nirogi Kaya ।।


कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें